SAANSEIN TERI DESH HA LYRICS - Syeraa | Amit Trivedi

October 11, 2019 ・0 comments

SAANSEIN TERI DESH HA LYRICS

Saansein teri desh hai
(saansein teri desh hai)
Teri dhadkano mein desh hai
(dhadkano mein desh hai)
Praan tere praan desh hai
Desh ang ang bhesh mein

Baatein teri desh hai
(baatein teri desh hai)
Bhakti shakti teri desh hai
(shakti teri desh hai)
Mrityu ke parey bhi desh hai
Teri aatma hi ye swadesh hai

Desh tu hai tera aa..
Sandesh yeh tera.. (desh ti hai tera)
Desh tu hai tera aa..
Sandesh yeh tera.. (sandesh ye tera)

Tu aadhi kacchi umr mein
Ghar ko chhod ke chala
Le aansuon ki dhaar ko
Khadag mein.. Kyun tyaag tune kar di re
Woh preet prem kalpana
Tu bhasam ho gaya yunhi.. yagya mein..
Desh ke liye tu praan de gaya
Yun mar ke bhi amar tu ho gaya..

Desh tu hai tera aa..
Sandesh yeh teraa.. (desh tu hai tera)
Desh tu hai tera..
Sandesh yeh tera.. (desh tu hai tera)

Desh tu hai tera aa..
Sandesh yeh teraa.. (desh tu hai tera)
Desh tu hai tera..
Sandesh yeh tera.. (desh tu hai tera)

Written By:
Swanand Kirkire


"SAANSEIN TERI DESH HA" SONG INFO

Singer: KK
Album: Syeraa
LyricistSwanand Kirkire
Music: Amit Trivedi
Cast: Chiranjeevi, Amitabh Bachan, Nayanthara, Tamannaah and Vijay Sethupathi
Music Label: T-Series

Post a Comment

If you can't commemt, try using Chrome instead.